Natural Way to Prevent Chronic Diseases in Urdu Hindi

Natural Way to Prevent Chronic Diseases
Share it:
Daimi bemariyoo se bachaoo ka qudarti nuskha:
London, Aik nai tehqeeq main muhaqeqeen be kaha kay food mai tirsh taste waly fruits for example Oranges, lemon wagera ko add karna healthy rahny k liye acha hai is k sath sath tirsh fruits motapy se mutaliq amraaz maslan heart, liver ki bemari our sugar kay side effects se bachao kay liye mufeed hain. Tirsh fruits vitamins our ghair takseedi maadoo maslaan anti axis dents se bahry howe hain our yeh ghair takseedi madae body kay free radicals kay khalaf hamari hifazat karty hain. Our ab muhaqeqeen ko pata chala hai kay tirsh fruits main mojood anti axis dents ki aik class motapy ka nuqsanat daa asrat ka khatma mumkin banati hai. Bemariyoon k American control center k mutabiq body weight main izafa yaa mota hony se heart our liver ki bemariyaan our sugar bhrany ka khatra hota hai.

Natural Way to Prevent Chronic Diseases in Urdu Hindi

Share it:

Diseases

Health Articles

Post A Comment:

0 comments: