Beware! Aram karny k liye zayada letna khtarnak bhi hosakta hai:
Thakawat ka bad aram sab ko he acha lagta hail akin zara muhtat rahiye kyok zayada letna aap ki sehat kay liye intehai khatrnak bhi hosakta hai. G haan yeh baat 1 tehqeeq kay nateejy ma samny ai hai. America ma NASA ne aik shakh ko 18 hazar Dollar de kar 70 day tak bistar par lety rehny ki job de jo sunny ma to boht achi lagti hai. Lakin aisa tehqeeq ka liye kia gya our result ma maloom howa kay 70 din bad jab woh shaks utra to us ki heartbeat ki rafter 150 per minute tak pohnch gai thi our usy hosh ma reh kar sedha khary hony ma mushkilat ka samna howa.
Tehqeeq kay mutabiq bistar par zayada waqat guzarny kay body par boht muzar asrat hoty hain our yeh adat body tissues ka liye tabah kun sabat hoti hai. Isi tarha bistar par laty rehny k natija ma muscles k hojam our mazboti ma namayan kami ati hai our bones weak hojati hain. Isi trha yeh adat depression jaise marz ka bais banti hai.
Post A Comment:
0 comments: